[caption id="attachment_726" align="alignnone" width="546"]
Website se paisa kaise kamaye?
Friends agar apki website hai to thik hai agar nhi hai to aap yaha click kare website kaise banaye
To friends chaliye jante hai ki website se paisa kaise kamaye
1.Adsense
google adsense ek bahut badiya tarika hai website se paisa kamane ka aap google adsense ki ads apni website par lagakar bahut achi income kar sakte hai google adsense ek bahut badiya way hai website se paisa kamane ka agar aap janna chahte hai ki adsense par account kaise banaye to yaha click kare adsense account kaise banaye
2.Affiliated Market
Adsense ke baad dusra tarika hai affiliate market.aap amazo,flicpcart ke products ki ads apni site par de sakte hai isse apko achi income prapt ho jayegi ye bhi ek bahut badiya way hai apni website se paisa kamane ka.affiliate market me agar apki site ki ads se koi product kharidega to uska 12% apko milega.
3.bidvertiser
Bidvertiser bhi ek bahut badiya way hai website se paisa kamane ka .aap bidvertiser ki ads lagakar bhi apni website se achi income kar sakte hai.friends bidvertiser bhi apko ads provide karta hai earning karne ke liye
4.Alexa
Ab in sab ke baad aata hai alexa alexa se bhi aap ads le sakte hai alexa ke ads apni site par lagakar aap apni site se badiya income le sakte hai bahut achi earning kar sakte hai.alexa bhi apko ads provide karta hai
To ye 4 best tarike hai apni website se paisa kamane ke aap inke zariye apni website se bahut achi income kar sakte hai.
Apne is post me jana ki website se paisa kaise kamaye.agar apko hamare dawara di gayi jankari acchi lagi to isko social media par share jarur kare.apka koi bhi question ho to neeche comment box puch sakte hai.