Hello Friends Hindi Me Facts me apka welcome hai.is post me aap janenge bank of india net banking apply online.Net banking ke bahut fayde hai.agar aap net banking apply karte hai to aap bank ke sabhi kaam ghar me hi kar sakte hai.Jitne bhi kaam account se sambandhit aap bank me karte hai vo sabhi kaam aap ghar bethe online kar payenge.
Aaj ki is post me ham Bank Of india Netbanking Apply online ke bare me batane ja rahe hai.Agar apka account bank of india me hai to apko internet banking ke bare me bhi pata hoga aaj is post me aap sikhenge ki Bank of india Netbanking online apply kaise karte hai.to chaliye jante hai netbanking ke bare me.
- Sbi Net Banking Online Kaise Apply Kare
- Sbi Ka Balance Check Karne Ka Number
- Net Banking Ki Jankari Hindi Me
Internet Banking Se Aap Kya Kya Kar Sakte Hai?
Internet banking se ham ye kaam kar sakte hai
1. Apne bank account ki koi bhi information check kar sakte hai
2.paise transfer kar sakte hai
3.FD Kar sakte hai
4.loan apply kar sakte hai
5.online shopping kar sakte hai
6.mobile recharge kar sakte hai
7. Bill Pay kar sakte hai
8.Tickets book kar sakte hai
Iske ilawa bhi ham bahut kaam kar sakte hai
Chaliye ab jante hai bank of india me net banking online kaise apply kare
Bank Of India Net banking Apply online ?
Ham step By Step Janenge ki Bank of India Net Banking Apply online kaise kare
Step1:-
Sabse pehle is Site Me jaye http://www.bankofindia.co.in
Step2:-
Internet Banking par click kare
step3:-
Retail par click karde
Step4:-
Uske baad new User par click karde
Step5:-
Ab Aap apni detail dale
apna account number,ragisteres mobile number daale aur continue par click karde
Step6:-
Ab Next screen me Apse OTP manga jayega Apke ragistred mobile par ek OTP code ayega hoga vo usme dale aur continue par click karde
Step7:-
Ab agli screen me apko apne debit card ki detail bharni hai uske baad continue karde
Step8:-
Ab agli screen me apko apna password choose karna hai koi strong password lagaye aur continue par click karde
Step9:-
Ab apko apki User id mil jayegi ab aap internet banking me login kar sakte hai aur apne account me koi bhi information check kar sakte hai.
lijiye apki Bank Of India Net Banking Apply Online ho gayi.agar o koi bhi problem aye to aap neeche comment box me comment karke puch sakte hai.to is post me hamne jana ki Bank of india net banking apply online.bank of india me net banking online apply kaise kare.Agar apko hamari jankari achi lagi to isko share jarur kare aur hamari site ko subscribe karle bilkul free taki apko hamari new jankari ki notification milti rahe.